tu jaa na hina k sath chui mui kar na...mere zindagi me kyu interfere kar rahi kavya ki tarah...ya fir tu hina ko chor k mere pas aana chahti hai 😏😏😏😏
Dekh mera pyaar Anuj ke jaisa hai… “Tera pyaar jahan jaana chahe wahan jaane de.. jiss disha behna hai behne de”… mai ne na kissi se pyaar hadpa hai na pyaar ko bhediyon mein jakade rakhoongi… ab yeh Hina ke upar hai ki woh kiske saath rahna chahti hai 🤣