Shabdo main hai, har zindagi ka sar
Shabdo ne hi jise, mila diya uska pyaar
Shabdo se hi jisne, hume apna bana liye
Shabdo se hi aaj, humne uska janamdin mana liya
Shabd kam padh jaye, par uski khushiyan nahi
Shabd baya na kar paye, use mile aisa sundar jahan
Shabd lab par aaye, us se phele puri ho uski har duaa
Shabd main zikra kiya hai jiska, rab khayal rakhna uska sada
----------------------
Noorie..
ππWishing you many many happy returns of the day..ππ
Love and Best wishes,
Komal





27