Originally posted by: kavya1994
Mujhe zyada nahi pata isse related history ke baare mein but starting mein jo bhi dikha rahe the usse audience attract nahi ho rahi thi, when they started saas-bahu, plotting drama then the show gets some buzz, but phir beech mein ek lead gayab ho gaya ek hafte shayad COVID ke wajah se then they dragged that plotting thing in show so ab shayad usko compensate kar rahe hain iss shadi se 😆but usme bhi drama daal diya unhone, udti-udti khabron ke anusaar.
Maine yeh show nahi dekha but did visit the forum because I like the actor (ML) but it was not my cup of tea..
It is the same plot of too many villains,oblivious hero,the heroine trying to be a superwoman..
aur pyaar toh aloo,tamatar ki tarah sell hota hai..😁