Main bhi hoon, na...? 😲
Main bhi hoon, na...? 😲
Arre tum toh soul ka chapa ho mera.🤩🤩🤩
Wow..amazing❤️
I miss them😢
Compliment wala taana maar diya..😂
Mujhe KarMi track mein Monami ka dream dragged laga tha.
Originally posted by: Not_James_bond
Woh kiya hain maina.😂😂
Rick climbing, para gliding, cliff jumps , zip line vagera kiya hain.😂😂
waah...maine toh mall wali rock climbing tak nahi ki hai aaj tak..😂
Originally posted by: kavya1994
Mujhe KarMi track mein Monami ka dream dragged laga tha.
Woh toh yaha zyaadatar sabko hi laga tha..woh sab FF main hi dekha tha ..😂
Originally posted by: mineforever
waah...maine toh mall wali rock climbing tak nahi ki hai aaj tak..😂
Woh bohot hi simple hota hain.😂😂😂
Try karo.👍👍👍
Maina woh 1st standard main kiya tha.❤️❤️