are yehi to main bol rahi hu kal ke episode mein itni baar haath pakad liya ab yaha bhi haath pakadkar khadi h 🤪
anuj to bechara sochta hi reh gaya aur ye madam to khule aam sab karne ko ready h🤣
Pyaar shabd bolne k liye usse itna sochna pada ab madam live-in me bina hichak ke reh rahi hai.. and u guys are struck at haat pakad na
Grow up kids ye A cirtificate hochuka hai🤣
6