Originally posted by: Prachi1967
Aapne kuch jyada jaldi iccha maang li....jab ladke ki shopping š uski maa karti hai...toh ladki k liyeah khak karega.....ššš”š”
akshu ke liye kuch bhi karega...and woh bhi perfect...š
use hearts banane aate the?? nahi na...ab bade papa ke saamne bhi behichak banata hai..š
akshu uski chutne na bana kar kha le..iss liye abni bike per anjaane logon ko bithaya..š
32