Main itni confuse ki main kaha jaau, itne saare jagah tag kiye hain logon ne, isme kodu, usme khudo, yahan jaau waha jaau, yeh wali situation hi gayi hain meri😆
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 3rd Oct 2026 WKV
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 4th Oct 2026 WKV
🏏India vs West Indies, 3rd ODI, West Indies tour of India, 2026🏏
Bhabhiji missing
Jai & Surya's Friend of RR -broken Gayle Record of 188* in SAfrica
Main itni confuse ki main kaha jaau, itne saare jagah tag kiye hain logon ne, isme kodu, usme khudo, yahan jaau waha jaau, yeh wali situation hi gayi hain meri😆
Just saw this 🤣
Originally posted by: kavya1994

Tumhare saath hi nahi sabka yaahi haal hain.😂😂😂😂
Originally posted by: Not_James_bond
My new siggy..😂😂😂😂😂
Kaisi hain baata dena 😂😂😂
Shraddha special hain.😂😂😂
Bilkul tumhare jaisa😆
Pehle wala bhi aachha thha, I was going to reply you for that, aur ab mujhe lines bhi yaad nahi😅
Mera sabse zyada rehta hain yeh haal😔, you all manage it well. Kaise kar lete ho yarr???
Originally posted by: kavya1994
Bilkul tumhare jaisa😆
Pehle wala bhi aachha thha, I was going to reply you for that, aur ab mujhe lines bhi yaad nahi😅
Yaaron woh hume mud mud kar dekh raahe tha aur hum bhi unha mud mud kar dekha jaa rahe tha, woh hume, hum unhe , woh hume hum unhe kyuki exam main na unha kuch aa raaha tha na hume.😂😂😂😂
Issa pehla yeh tha.😂😂😂
Originally posted by: Not_James_bond
Yaaron woh hume mud mud kar dekh raahe tha aur hum bhi unha mud mud kar dekha jaa rahe tha, woh hume, hum unhe , woh hume hum unhe kyuki exam main na unha kuch aa raaha tha na hume.😂😂😂😂
Issa pehla yeh tha.😂😂😂
👍🏼Screenshot le liye karti hu reply baad mein.
Originally posted by: kavya1994
Mera sabse zyada rehta hain yeh haal😔, you all manage it well. Kaise kar lete ho yarr???
Main baari baari sabko pehla maan main bhaad main jao bolti hun phir ek ek karke sabko reply karti hun.😜😂😂😂😂
Originally posted by: Not_James_bond
Main baari baari sabko pehla maan main bhaad main jao bolti hun phir ek ek karke sabko reply karti hun.😜😂😂😂😂
Main yeh nahi karti, important wale pg, time, ya kisi aur se yaad rakh leti hu, baaki sab khojte rehti hu kaha hu main tag, kisne kiya react, kisko karna reply aur beech mein jo choot jate hain unko tata bye-bye 😜😂😂😂😂
But I don't have any intention to do that,bas ho jaata hain😆
Woh atrangi nahi satrangi hain❤️