And twitter pe kya bajayi Neha ne Divya ki. Maa kasam pagal kar diya Divya ko. Bhokhla gyi bechari🤣🤣Originally posted by: Dokudu_1
Shamita on fire in the promo. Kya bajayi Divya ki and nishant, neha, geeta maa , kashmira and vishal ne jo taali maari hai wah Maza aa gya🥳🥳