I guess you are right. Sorry season aisa hai, ki Mera dimaag khud hi kuch kuch cheeze delete kar deta hai mera maansik santulan banaye rakhne ke liye.
🏏IPL 2026: SRH vs RR, Eliminator At New Chandigarh🏏
⭐️ IPL Forum Members Award 2026 ⭐️
Anupamaa 26 - 27 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
SRK was a Serial Cheater before Committing to Gauri
Episode dtd 27.5
THE BIG REVEAL
27 years of Biwi No 1
Episode dtd 28.5
'Fashion Ke Rang Rishton Ke Sang' Gala premieres June 1 on Star Plus
I guess you are right. Sorry season aisa hai, ki Mera dimaag khud hi kuch kuch cheeze delete kar deta hai mera maansik santulan banaye rakhne ke liye.
Shamita can only speak, how annoying😵
Sallu Shammo ko sare tasks yaad karwa raha hai - Junglewasi wala task yaad hai aap ko? Ganne wala task yaad hai aap ko?
Shammo sallu ko mast ghuma rahi hai
Chalo Teja ki white Washing Chalo
Does sallu realise this was TTF task😲 not random nomination or immunity task. Kya hi hai sallu, sharam kar .
Originally posted by: TrickyMind
Sallu Shammo ko sare tasks yaad karwa raha hai - Junglewasi wala task yaad hai aap ko? Ganne wala task yaad hai aap ko?
Shammo sallu ko mast ghuma rahi hai
Baapre matlab Rakhi ko defend karne Sallu peechli woh waali baatein laa raha hai, jinn ko leke Sallu ne khud usse defend Kiya tha. 😆
Kundra Kauwa ke par delicately Sallu Nikal Raha hai
Loser kundra ki bashing dekhke Shanti mil gayi.
Ab is Fakasswi ki bhi ho toh bas Mazza aa jaega.
But aisa hoga nahi.😒
Sallu ne itna bada lecture diya shammo ko physical hone pe.. Shammo ne ek line bol k sallu ka itna bada lecture ka popat kar diya - I know i was wrong.. i shudn't have done that..
Karan kaisa gadha hai, khud ki bashing ke aagman pe bewakoofo jaise hass raha hai. 😆