Originally posted by: .Dilwale.
Matlab ab Foolwa ke saath saath ab Teja ki kaali nazar bhi hai Umsha pe
Matlab indirectly mai Teja ki team mai hoon? Nahiiiii...
Waise usko acchi coaching de sakti hoon Komolika banne ki, joh aaj kal woh bann rahi hai.