Originally posted by: ManishaShah
Yes there is no doubt that she was always comfortable with him
And may be she thought that there is an attraction between them not love but jab wo raghav se kehti hai that she didn,t get a chance to love mandar then I think uske liye pyar ki koi defination to hogi i mean usne kuch to socha hoga ke jab use pyar hoga to use aisa feel hoga bcs wo sure thi ke use mandar se pyar nahi tha mtlb usne uske liye kuch feel nahi kiya kabhi
But with raghav agar uski feelings mandar se completely different thi to use pata hona chahiye tha that she was in love with him
And agree with you arrange marriages me aisa hota hoga but for pallavi jiski raghav ke sath forced marriage thi or jo kuch raghav ne uske sath kiya tha after that pallavi ka bcs of attraction raghav ke sath physical relationship ke liye ready hona weird lagta hai jab tak uski raghav ko lekar strong deep feelings naho or wo unse aware na ho
Bcs jaise pallavi or raghav ke character dikhaye hain they were very mature not like teenage couples so unke liye bina apni feelings ko jane relationship ko aage badhana mujhe ajeeb laga
Or monologues to is track me zaruri the ke dono apni feelings ke bare me sochte accept karte but makers ko to love confession ki jaldi thi don't know why?