Originally posted by: .Dilwale.
Tum dono kahin mujh bhooli bhaali ko jhoote sapnay dikha kar tu nahi phansa rahe na Kya sach mein ho gaya break up? š
Matlab aaj poora din jo Teja and Kundra fans ek ho kar Umar ko bash kar rahe they woh ab aapas mein bhidhein gey š
Sacchi. Do not miss aaj ka episode at all. š
Teja pool mai bhi kudi Karan se chutkaara paane ke liye.