Originally posted by: D_e_s_t_i_n_y
Wahi toh.. Meet A ko dekh kar aisha lag raha hai mansuhi aur uska 7 yr ka relationship tha ...
7 year bas.. Bachpan ka sacha pyaar.. 😒
Alia is so funny and typical 🤣🤣
🏏New Zealand Tour of India 2026: 1st ODI: Vodadara on 11/01/26 D/N🏏
TRUTH AFTER 17th
CELEBRATION🎉 12.1.26
Dhurandhar is the 1st BW film to gross 1000Cr in India
Viral tweet on Priyanka and Nick
Congratulations to Kyunki on finishing 2000 episodes
🏏WPL 2026: Match 5: UPW vs RCBW at Navi Mumbai on 12/01/26🏏
Official Trailer - Mardaani 3 - Rani Mukherjee
🏏WPL 2026: Match 4: DCW vs GGW at Navi Mumbai on 11/01/26🏏
17 years of Yeh Rishta Kya Kehlata Hai
Originally posted by: D_e_s_t_i_n_y
Wahi toh.. Meet A ko dekh kar aisha lag raha hai mansuhi aur uska 7 yr ka relationship tha ...
7 year bas.. Bachpan ka sacha pyaar.. 😒
Beautiful clicks 😍❤️✨
Unka sasural bhi Alhawat house he hoga lagta hai warna ghar jamai banke rahega.. 😂
Are yaha bhi BK ko follow karenge Kunal ki family achanak se prakat ho jayegi pata nahi kaha se par aayegi jarur
Achha hi he atleast Kunal -Manushi dur rahenge MA - MH se
MA ko luta pita aashiq nam kisne diya hai bada hi funny laga muze🤣
Chidiya par Devdas nam diya hai kisine
BK ke unnecessary scenes cut kar dene chahiye the
Originally posted by: Chinmayi18

Wo log ek aur set aur dher saare aur characters pe paise lagayenge when drama can be increased by putting them in Ahlawat house?

Ye point bhi sahi hai
Let see kya hota hai
Prepare for worst and hope for best
Originally posted by: Chinmayi18
Are yaha bhi BK ko follow karenge Kunal ki family achanak se prakat ho jayegi pata nahi kaha se par aayegi jarur
Achha hi he atleast Kunal -Manushi dur rahenge MA - MH se
MA ko luta pita aashiq nam kisne diya hai bada hi funny laga muze🤣
Chidiya par Devdas nam diya hai kisine
BK ke unnecessary scenes cut kar dene chahiye the
Meine diya luta pita aashiq naam...fir aur kya kahenge mujhe toh ye hi lag raha hai😆
Wo log ek aur set aur dher saare aur characters pe paise lagayenge when drama can be increased by putting them in Ahlawat house?
Par ye log track kahan change kar rahe hai toh us hisaab se toh lagta hai ki kunal ki family ko introduce karenge..
Meine diya luta pita aashiq naam...fir aur kya kahenge mujhe toh ye hi lag raha hai😆
bahut achha nam hai abhi ke liye suit kar raha hai MA per perfectly 🤣
Par ye log track kahan change kar rahe hai toh us hisaab se toh lagta hai ki kunal ki family ko introduce karenge..
Ha Kunal ki family introduce karne ke chances jyada hai track ke hisab se
Meine diya luta pita aashiq naam...fir aur kya kahenge mujhe toh ye hi lag raha hai😆
Toota foota Meme Alhawat>>>>> Luta Pita Aashiq..
Kyun bana rahe usse aisa.. Aur Shagun ko bhi dekho achi acting kar raha jaise feel aa raha Manushi ke liye MA ke dil mai bhar bhar ke pyaar hai.. 😢 Thodi buri acting karte to kya bigad jaata.. 😒😅😂