Naa ab koi siyappa nahi hoga from monami ka side regarding karan agle hafte sa karan ka side sa they will start showing reactions .
Ab issa bhavishya vani hi kehlo.
Main yeh naa kehri pyaar ho jayega but irritation shuru hone lagega.๐๐๐๐ป๐ป๐ป๐ป
Thank god main aisa Ghanchakkar nahi aur nahi meri Monu aisi phisali tilpapdi hain hume paata tha baad main jaake pyaar hone hi waala hain so we didn't sit around wasting time acting dumb.๐๐
Ab yeh baat alag hain ki hum dono paida hi smart hua tha.๐๐๐๐