Originally posted by: Not_James_bond
Mujhe bas itna janana hain madamji Deolali sa mumbai to rattlam to whatever society tera yaar hun main is in kya sab ek hi highway pai lagta hain kya. ππππ
Madam ji aisa inn jagao pai bhagake gayi as if playing hopscotch.π
Kitna dino ka tha yeh mahasangam.
Kya pagalpan tha monu darling yeh bandi danda marke gayi uska sar pai matlab pehla hi woh aadmi sarphira hain ab aur bokhlaiga .
Waa monu kya naak katvati hon tum. meri Monu hain ki itni smart hain aur tum toh aisi harkate karti hoon ki koi kya hi bole tume.πππ
Aur last baat yeh Abhay kitna dino sa nahya nahi unhi kaale kapdo main bhaag raaha hain koi ussa nahna bhi hota hain yeh batau.ππ
Ab last ki last baat yaar inn tera yaar hoon main waale kaisa pagal log hain like seriously itna cake waste uss nalayak Abhay pai kiya uss bituji and bacha party na uska muh pai poth diya.π‘π‘ itna hi weight badhne ka darr tha toh mujhe dee deta main pura kha jaati .
Behen tumne saare shows dekhe kya poore baith kar?!