Ye mera fav dialogue hai ki beizzati hui hai🤣
Deepu ko pata hai🤣
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: S 8 - M43: India vs South Afrika🏏
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: S 8 - Match 44: WI vs ZIMBABWE🏏
CHUNNI BURNT 🔥 23.2
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: Super 8 - M42: England vs Sri Lanka🏏
Gen 5 Manifestation and Prayer and Wish Thread
Rashmika and Vijay Wedding Thread
YRF Rejects Alpha OTT Offer
Ram Gopal Varma - Dhurandhar Vs Toxic
VDAY FACE OFF 24.2
Ye mera fav dialogue hai ki beizzati hui hai🤣
Deepu ko pata hai🤣
Hum bhi Monu ki tarah hi nithale hai jab dekho beizzati Karane pohonch jaate hai🤣
Yeh toh hai..
aakhir EDT badaane ke liye hamare paas fodder bhi hona chahiye..aadhe pages toh Monu ki embarassing cheezon main hi nikal jaate hai
Originally posted by: mineforever
Sab ke expressions Faizi ki tarah the kal..
I was like "yeh ho kya raha hai.."😂
Karan ne apne per par khud kulhadi maari hai..
Ab Sid isko (mis)interpret karega aur Monu ko aur encourage karega..😂
Karan ne aaj Aa bail mujhe maar kahavat sach kar li🤣
Maza aagaya🤣
Oyy didi khubh marregi.😁😁😁😂😂😂
Nahi didi sirf dialogue maregi Beizzati hui hai 🤣🤣
Deepu, so rahi hai kya? Presentation kaisi rahi?
Karan ne shock ke maare faint ho jaana hai agar Monu ne galti se bhi confess kar diya..
Yeh saach hain ki uspa marti hu main,
Haa magar izhaar sa darti hu main.
Mohabbat ki pehli manzil izhaar hi hain ,
Haa magar is main gunjaish e inkaar bhi hain.
Agar ikraar kiya usna toh zindagi savaar jayegi, maagar inkaar kiya usna toh bikhar jayegi.
Ab tum hi kaho gaav waalo kya karu main ,
Keh du dil ki baat yaa yuhi aahein bharu main.
Originally posted by: mineforever
Karan ne shock ke maare faint ho jaana hai agar Monu ne galti se bhi confess kar diya..
Mai to us din party karungi jab Monu confess karegi🤣
Originally posted by: Not_James_bond
Yeh saach hain ki uspa marti hu main,
Haa magar izhaar sa darti hu main.
Mohabbat ki pehli manzil izhaar hi hain ,
Haa magar is main gunjaish e inkaar bhi hain.
Agar ikraar kiya usna toh zindagi savaar jayegi, maagar inkaar kiya usna toh bikhar jayegi.
Ab tum hi kaho gaav waalo kya karu main ,
Keh du dil ki baat yaa yuhi aahein bharu main.
Dono main se kuch bhi mat karna, Monu
Hum sehen nahi kar payenge 😂