Umar ka new found confidence kahan se aaya. Achanak rude arrogant.
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread - 18th September 2026
🏏Afghanistan vs India in India 2026: 3rd T20I in Delhi on 17/09/26🏏
🏏Asian Games 2026: India W vs Japan W: 4th QF on 18/09/26🏏
Umar ka new found confidence kahan se aaya. Achanak rude arrogant.
Samaj nahi raha Ghada task hai yaa Gadha task.
Pratik ki nasse bhi dikh rahe hain. Itna ghussa hain.
Umar ne shamoo ko mast bola, bedroom se bahar aao!
Pratik yellow suit mai ekdum kela lag raha hai.
Khaali bartan toh simbaa hona chaiye.
Simba calling umar khali bartan 😆
Umar -khali baartaan actually furniture hai hai ghar ka wooh hai partik khali baartan sirf bajta rehata hai Zero hai wooh 🤣
Umar aaj bata he de ke Shammo ki kaunsi bhains churaayi hai 🤔
Simba Shammo ka obedient student ban gaya hai..
Pratik ,Shammo k peeche Simba ne bhi Umar ka naam le liya
Ohhh Baap re! What the F is Neha wearing. Cover up lady, kids are watching.