Pratik alag hi tangent pe jaa raha hai. Khud sehmat nahi ho raha woh alag, Umar ko bhi bol raha hai...tujhe bhi sehmat nahi hona chahiye, apna naam de. Dandwat pranaam isko.
Agar BB actually wants a captain, toh fir task radd karne ka koi task laayo. Shayad Pratik usme jeet ke captain bane.
Yaa toh fir rad karane ki task mai bhi yeh koi na koi loophole dhoondh ke usse bhi rad karwaayega. Bolke bahumati karte hai.