Originally posted by: ItsmeAzra
@bold-yes I'm pretty sure yeh tabhi saari planning kar liya tha☺️🤣
Aur kya natak kiya yeh starting mein, main Bondita se nafrat karta hoon yeh voh blah blah blah🤪Isne apne babies takk ka planning karke rakha tha aur itna drama kiya yeh ladka🤣
Rc Wala ki khoon ma ha nautanki...sab ka sab dramabaaaz ha....🤣...Ani dushmani track ma Kam nautanki nahi kiya🤣...aisa behave Kar rahatha jaisa ushko nafrat Kar taha asal ma baccha Tak ki plan bana liya tha...ab samjhi ishliya Kaka bon ko synaas Wala saja Diya...🤪... actually Kaka Ani ki sari planning ma Pani phela...😆...ish liya Ani dushmani track ki suru ma bon ki cehra nahi dakhungi rahatha pata tha ushko ki chera dakhna Leta to ushsa control nahi hota☺️🤣..Usha a to pata ha bon obviously bohot khub Surat ha keuki o bachpan Sai bohot khubsurat...koi bhi ladka bon ko kabhi Na nahi Kiya...chaha o Buddha ho, benaam dulha, cc a phir thakur👎🏼...
Actually bon was a beautiful child and now a beautiful , hot woman😆...
Ish liya Banda uhska shakal nahi dakha....