Wahi lambe time se saari planning karke baithe tha ,🤣 , Arman Saja ke rakhe the ,
Pakka bolti hu isne Bondita Ko yeh sochne ka bhi mauka nahi diya hoga ki Abhi usse aur time chahiye kiya bacho ke liye seedhe bacho ki baat karke Mana Liya hoga🤣
Haa tabhi kehti hoo pehle doubt mein hoga ki yeh rangeen toh ho nahi gyi
Ab samajh gya aasun kyun aaye the us din when bon said ladka khaas dost banaya hai maine
Socha uske saath kya karke aayi hai 😂😂
Seedha are first night control nahi hua seedha chale gye manaane
Bechari Bon ko har raat