Kya bore kaar rahe hai start mai hi 😵
Mihir To Return After 14 Weeks - GossipsTV
Awaarapan Looking At A Good Opening
Samaina FF - Ishq Vishq
Kya bore kaar rahe hai start mai hi 😵
Yeah that's fair- steroid ballon michelin man vs normal human in a dangal.
Salman aur iss bacche Mein 40/45 years ka gap hoga.
Bappi says per chu ke aashirwad le lo, salman aree brother hai yeh🤣🤣.
Originally posted by: Deadinside
Bappi wala naamkaran shayad tricky ne diya tha. 😆
Accha Tricky ne diya tha kya? Then Tricky credits to you. 😆
Dona darling is smiling☺️
Affo--mujhe jo dekhta hai wo bolta hai aap bappi ki beti ho
bappi--aaj gold kam kyun hai
Originally posted by: Chingaari
Dada-pota pyaar
kasam se kya pyaar hai dada ka jo iss physical condition mein promote karne aa gaye
Inko dekhke pata nahi kyun Jalotaji ki yaad aa gayi 😆
KBC jaisa show hosted by ranveer.
Bachche ke saamne bakwaas jokes sirf Salman ki maar sakta hai
Yaad aa raha hai Tera pyar