Originally posted by: Lone_wolf
Zee ke longer running shows abhi bhi agar trp toppers hote to baat alag thi lekin ab utna trps bhi nhi hai to kaheka profit lekin phirbhi chalate ja rahe hai. Sony bhi kam trp wale fictions chalata hai lekin ek point baad band bhi kar deta hai aise nhi ki chindigiri karke bs chalate jao. Issi wajah se overall zee network ki audience bhaag gayi hai.
And the best part about Sony is unki trps kam hote huye bhi they never compromise in serving urbans whereas Zee toh rurals ko bhi dhang se comtent provide nahi karta. Sony ki best aadat ye hai ki agar bohot high trps bhi hui toh bhi 600 se upar jaane nahi dete unlike Zee which dragged that utter flop Qurbaan hua for 300+ episodes. Aur Bhagyas ki toh aukaat hi nahi hai.
1