Ab humare honhar ladke se shaadi kar Rahi hai toh itna toh sunna hi parega Na 🤣
Ab kiya kare nazuyo se paala Gaya hai Bachpan se , isliye hai itna Nazuk🤣
haan honar log bhi pane kaam chai hai iske samne....hat kaheka honar...barristery to hoti nahi,,,,,,,,,🤣
Bahut jyada nazo se pala hai kuch sikhaya nahi hai bas pala hai................nazuk kali..............🤣