Originally posted by: IamRaj96
Ab iss nibbe ko kya hua 😑😑.... Jo bol raha hai ghar nhi aaunga
Anyway ab yahi reason banega anupamaa-anuj ke meeting ka 🤣🤣.... Har mature love story me koi chhota baccha/bacchi cupid hote hai but yaha yeh itna bada cupid milega 🤣🤣🤣🤣🤣
Lol couple ki nibbi ka ex ka entry hua na isliye nibbe ka dimaag kharab ho gaya 🤣🤣🤣
Ye cupid sirf physically bada hai akkal to waise bhi nhi hai 😂😂😂

0