Originally posted by: IamRaj96
Kal shravan ka last somvaar ..... Mera fast hota hai har somvaar ko shravan mein
Baci, harsha,pritam tumhi karta ka upvaas ??
Main Shravan mahine ke somvar, mangalvar nhi karti lekin mera overall gokulashtami, angarki chaturthi (6month me ek baar aanewala) aur haritalika ( ganpati ke ek din pehle aane wala)ka upwaas rehta hai.
0