Originally posted by: Smiley.6
Papa alag level pe troll kar rahe the...š¤£
Jab jab wo log rang bolte the... Papa was like hath par ka rang fade ho gaya hai...š¤£
Waise aapne dekha precap???
Yeh Jiju ka bhi yahi chalta hai re...š¤£
Maa ki kasam ka kya hua...š
I love u bol raha hai...š¤£
Haan dekha na... Kya Bhagya hai Tupur ne dono ko sab uska Kiya dhara hai Woh Sumati kuch mani nahi hai....š¤£