Originally posted by: missFiesty_69
Par meine iss AT mein Pinky ki pappa lekkar charcha padi thi.. shayad galat thi🤪
Pinky k papa 😲
Maine toh kabhi unka zikr kiya hi nahi ek time k alawah
Han, baqi sab ne milkar koi khichdi pakai thi..
Meri story me sirf mummy aur Pinky hain 😆