Originally posted by: bhshre95
Isko ghanta pharak nahi par raha kya horaha hai iske saath🤣 she is banking on Ani ki voh usko sanyasini nahi banne dega🤣 bass Manzoor hai phrase ratt ke baithi hai kuch bhi bolo bass Manzoor hai bolti hai, voh dhyan nahi deti kya bol rahe log🤪
Haan Sahi boli iska manzoor hai sun sun ke kya bolne Ka 🤣
Usko Pata hai Anirudh ki dukhti Raat hai yeh sabad to wahi bol rahi hai 🤣😆
Yeh Jo Tadti hai na Anirudh ko tas se Mas Nahi Hoti Palak tak Nahi Chapakati ice cream pighal Jaye Anirudh waise BHI pighla hua hai🤣
ITNA hone ke baad bi Uske amne samne hi baitha hai yeh 🤣