By God 😖😖yeh fateh paidaishi Besharam hain yaa yeh latest updated feature hain. Matlab iski self respect minus degree Celsius main hain uski jhalak pehla episode main hi dikh gayi thi par yeh hadd hain. Ab toh bhaad main Jaye iski achi shakal Waisa bhi hame Konsa uska omelette banake khana hain.
Mujha yakeen hain yeh exam bhi pharo ka kulla maar kar pass hua hain varna aiyvai hi thodi Canada ki job chali jaati. I'm sure unha paata laaga hoga yeh launda jhadu pocha bhi ulti Disha main Marta hain.
Zindagi bhar baap ka paise udane hain aur puchna par bolega tumhara baap ka kya jaata. 😡😡😡 Na beta na hamare baap ka kuch nahi jaata par Tumhare baap ka bohot kuch bohat jald jaane wala hain. Tumhare totta ki maina pehla hi phurrr Ho gayi hain kahi Ab tumhara Shadi ka Bandhan ki biwi bhi Tumhare teesra gali ka chachare fuffad ka beta Bunty ka saath na bhag jaaye.
Phir bolte betna om bhat swaha.