Originally posted by: SONIA441
Sajni pas bulao na
K dil aaj tuta hai, aaj tuta hai
Sajan man jao na
K woh aaj rutha hai, rutha hai
Koi oose manaye na
Hume phir se bulao na
Yahi ab kehna hai, kehna hai
Rakh loon chhupaa ke
Main kahin tujhako
Saayaa bhi teraa
Naa main doon
Rakh loon banaa ke
Kahin ghar main tujhe
Saath tere main hi rahun
Zulfein teri itni ghani
Dekh ke inako
Yeh sochataa hun
Saaye me inake
Main jiyoon ishq hai