Raghav tera sar dard kar raha hai aa main tera sar mein tel.Malish kar deta hai
Amma aapka beta desi nahi sirf imported malish karwats hai
SKD kya bol raha hai Amma ne saamne
Kyun ma behen
Ae
Ma behen ke saamne Sharam aati hai
Farhad enters scene
Lo Amma aa gaya Farhad aap isi se poochh lijiye Raghav ko desi us videshi kaunsa massahe karwana chahiye
Meri ammi ko phone aa raha hai main aata hoon
Raghav grabs him Haan an toh tera ammi nahi poore khandaan ka phone aayega na
Anna aap chhote bacche ho ko kisi ne kuch kaha aur aapne kar liya aapki iccha hogi tabhi na
Ye kya bol raha hai tu
Kya ho raha haibye San Tim teens kya baat kar raha hai
Kuch nahi kuch nahi Amma
Farhad tu ghar ja tereko main kal milta and you SKD follow me
Room mein gives her oil
Head massage karke do
Ab main bada hi gaya hai Amma as thodi karayega ab mera biwi hai biwi se karayega
Tel malish champi


