Originally posted by: bhavna101
Ab hum ismein kar bhi kya sakte hain?🤣
Yeh saara kaand Shiva ki adbhutness ki wajah se ho raha hai aurr usko hype bohot kiya jaata hai lekin end mein kuch phuss sa hi niklega🤣
Haaye raavi ka pyaara shiva?
Kickoff Legends: FIFA World Cup 2026 Finale (Results + Awards p82-83)
🏏India tour of England, 2026: Eng vs India, 3rd ODI, Lord's, London🏏
What Happened To Mr. Salman Khan
Anupamaa 18 - 19 July 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Ramayana comic book
Kriti, Saif, Akshay, Janhvi and Dhoni at India vs England cricket
Originally posted by: bhavna101
Ab hum ismein kar bhi kya sakte hain?🤣
Yeh saara kaand Shiva ki adbhutness ki wajah se ho raha hai aurr usko hype bohot kiya jaata hai lekin end mein kuch phuss sa hi niklega🤣
Haaye raavi ka pyaara shiva?
Sakshi and her buddies forever chalega??
Kya choice?
Koi na milna
Haan raavi ka pyaara hi hai woh
Filhaal woh pyaara nahi adbhut mode mein hai🤣
Raavi ka pyaara banne mein abhi time hai Sakshi😛
Bass aa he raha hoga. Parking kar raha hoga
Usko jab milna hoga woh mil jayega.❤️
Tab tak teri dusri iccha poori ki na maine😆
#ShivAkshi or #KaShi
Choice is yours🤣
Kaashii jaa ke sanyaas lene ka mann hai mera.. mast pahad pe meditate karungi