Originally posted by: amairakriyaansh
Next month sawan ka month hai, har Monday fast rakhna mil jayega Shaurya jaisa husband 🤣 , yeh vrat wali baat jiggs ne ki thi 🤣
Ye bhi rakhna hoga??
Kaunsa vrat hota hai ye??
Maine Shivratri aur Kumar Purnima rakha hai.. Won't that be enough?? 🥺🥺