Originally posted by: Bee222
And then in the dining table scene they again cracked me up š¤£š¤£ Anna was so sure that he was about to be murdered 𤣠Bechara Farhad ko taster bana diya šš¤£ Boss mode mein bhi chala gaya orders dene ke liye š But Farhad was in no mood to comply š Anna aaj aap kuch bhi kahe main aapki baat nahi manunga... Meri to ab tak shaadi bhi nahi hui š¤£
Bechara bhaagne ki koshish mein 𤣠But anna ke gatka liya 𤣠Like a chicken about to be slaughtered šš¤£
To Pallavi "wo Farhad ko bohot bhook lag raha tha.. wo to abhi khane wala tha, but maine kaha Pallavi ko aa jaane do, phir mil ke khayenge" š
Farhad to anna: Marwa diya na š¤
God I was laughing so much š¤£