Originally posted by: princy48
I agree hyderabadis eat spicy food ...but pallu ne ek ek bowl mein 2 2 spoons bhar ke mirchi daala hai thats tooo high ...ek chutki bhar zyada ho tho hi bahut theeka hojata hai par itna zyada ...no wonder its zeher đĽşPallavi aur uske dhamakedhaar ideas ..kaash raghav bhi farhad ke saath bhaag jaata đđ¤Ł
Wohi toh Hyderabadi aur spicy khana nahi thoda mushkil hai đ¤Ł
Lagta hai biryani paradise ki khata hoga yeh ladka princy đ¤Łđ¤Ł
4