Tumse pehli baar naam suna. Ye hai kya ? Horlicks jaisa sound kar raha hai.
Jhoot mat bol mujhe sab pata hai
Tune pahle bhi 2-3 baar iska jijr kiya tha iss thread me 🤣🤣🤣🤣🤣.....tab koi samjh nhi tha par mai pakka samjh gaya tha tu kya kya dekhti hai karke
Neon tera std itna low hogya ki tu neuflicks ki filmed dekhti hai 🤭🤭🤭🤭🤭
1