Originally posted by: Tashaf_arshi
Shaan ko clear pata hai shaurya anokhi se kitna pyaar karta hai fir bi usko support nahi kar raha🤔
Pariwaar ki bhalai isi me hai bol ke jab usko aur astha ko alag kar diya tha to kaisa laga tha use. Mujhe laga tha wo samjhe ga ki ek baar kisi se pyaar ho jaye to dubara kisi aur nahi hota aur jab koi apka support nahi karta hai to kaisa lagta hai😔
This is an opportunity for shaan to make up for loss time but no he wants to be a spectator and show concern towards CS.