Originally posted by: ashwariya_98
Haa wahi..mai toh bachpan mei ladki ki fake
Ids banakar apne classmates se flirt karti
thi and secrets nikalvati thi 😆 muje toh hang hi kar dena chaiye 🤣
Tumhara naam Ashwariya hi hai na? Kahi tum Ashwin to nahi ho🤣