Originally posted by: Shristhi2002
Maine bola na yeh galti se doctor ban gaya,isko toh finance mein hona chahiye, len den mein samajhdaar hai bohotš¤£
Devi kitni khush kismat hai š”š¤£
Viru ko pata bhi nahi ki usi ki wajah se uski aur Sai ki yeh haalat hai, pata chala toh š¤£
Abhi maafi maang raha hai, pata chala toh Pulkit ka Devi se kiya hua waada wohi thudva dega š¤£