BB GaMERs #11 invites only - Page 58

Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

21.4k

Users

16

Likes

2.9k

Frequent Posters

Havaana thumbnail
Posted: 4 years ago

Originally posted by: Biggboss14

I know meri mummy and papa kobhi iss covid ke liye subah sham bahut kaam karna parta hai. You should take some rest😳

Covid k liye Kam mein ne 7 -8 months Kia tha phr mein thak gayi or Woh kam.mein ne chordia

RainOfDew thumbnail
Posted: 4 years ago

Originally posted by: hava_na

.

Pure Ghar ki safaiyan chal.rahi aik aik Wall dhul rahi hai

Sari wardrobe kitchen sab ki safaiyan

Ramdan se pehle yeh sari safaiyan krni hoti hai

Kal mein ne qeema ke samoosa tyyar kiye ramdan ke month k liye aaj shopping

Or aab shami kebab tyyar krni hai

Phr vegetable roll ready krne hai abhi toh buht Kam baqi hai Mera

Ramadan bas 8 days reh Gaye hao

Or sath mein studies bhi Kar rahi hoo ramdan ke baad exam hai Mera

Oh aise saaf safayi to yahan Diwali ke time hoti haiTum kisi ki help lelo na akele kyu kr rhi hi itne kaam😲

Havaana thumbnail
Posted: 4 years ago

Originally posted by: Ariyatogether

Oh aise saaf safayi to yahan Diwali ke time hoti haiTum kisi ki help lelo na akele kyu kr rhi hi itne kaam😲

Kis ki.loo

Maid yeh Kam mein help nhi krti

Or Mama yeh sab Kam krke beemar hojaynegi

NINALOGY thumbnail
Posted: 4 years ago

Originally posted by: Biggboss14

Thanks😳 and best of luck to you too👍🏼

Thank you so much 😊

RockingSunny thumbnail
Posted: 4 years ago

Originally posted by: hava_na

.

Pure Ghar ki safaiyan chal.rahi aik aik Wall dhul rahi hai

Sari wardrobe kitchen sab ki safaiyan

Ramdan se pehle yeh sari safaiyan krni hoti hai

Kal mein ne qeema ke samoosa tyyar kiye ramdan ke month k liye aaj shopping

Or aab shami kebab tyyar krni hai

Phr vegetable roll ready krne hai abhi toh buht Kam baqi hai Mera

Ramadan bas 8 days reh Gaye hao

Or sath mein studies bhi Kar rahi hoo ramdan ke baad exam hai Mera

You should take someone's help and sometimes take a rest😳
RainOfDew thumbnail
Posted: 4 years ago

Originally posted by: hava_na

Kis ki.loo

Maid yeh Kam mein help nhi krti

Or Mama yeh sab Kam krke beemar hojaynegi


Oh..to thoda kam karlo..zaruri nahi na itna sab banana hi hai

NINALOGY thumbnail
Posted: 4 years ago

Originally posted by: hava_na

.

Pure Ghar ki safaiyan chal.rahi aik aik Wall dhul rahi hai

Sari wardrobe kitchen sab ki safaiyan

Ramdan se pehle yeh sari safaiyan krni hoti hai

Kal mein ne qeema ke samoosa tyyar kiye ramdan ke month k liye aaj shopping

Or aab shami kebab tyyar krni hai

Phr vegetable roll ready krne hai abhi toh buht Kam baqi hai Mera

Ramadan bas 8 days reh Gaye hao

Or sath mein studies bhi Kar rahi hoo ramdan ke baad exam hai Mera

Yeh sab toh must hota hai Ramadaan sy pehley


Best of luck for your exams Aishu

Havaana thumbnail
Posted: 4 years ago

Originally posted by: Ariyatogether


Oh..to thoda kam karlo..zaruri nahi na itna sab banana hi hai

yeh sab krna zaroori hai

Sab bnaongi toh ramdan ke roze mein sukoon milega Kabhi Kabhi or baqi ramdan mein or new cheeze bhi Banani.hoti hai

LazyBing thumbnail
Posted: 4 years ago

Originally posted by: hasini009

Koi ho ya nah. Armaan tere saath hain☺️


Haaye

But agar Armaan mere saath hain toh phir apke saath kon hain ☺️

Havaana thumbnail
Posted: 4 years ago

Originally posted by: _NINA_

Yeh sab toh must hota hai Ramadaan sy pehley


Best of luck for your exams Aishu

Haan yeh Kam.toh krne hi hai

Thank you Nina🤗

Related Topics

Chat Clubs thumbnail

Posted by: naadanmasakalli · 1 years ago

This CC is for discussions regarding IB + idhar udhar ki baatein .. Rules: NO Discussion of any other Fandom allowed in This CC in regards to...

Expand ▼
Chat Clubs thumbnail

Posted by: Forgotten-Toy · 4 years ago

Rules for this CC This is a "NO ENTRY" CC. Meaning, don't dare set your foot in here because we WILL NOT allow anyone else into our CC anymore....

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".