Originally posted by: Priya12000
Well he thinks she is an imposter
he calls her riddhima
When she tries to seduce him, he tries to avoid it
He is making shady badi badi dialogues like the 1st 50 episodes
Par phir mann bigal jaatha hai aur kissi lene beith jatha haii
@b-Matlab jiska dar tha vahi hua....
Ye hi hai is admi ka bde bade dialogue maaro aur fir un par bilkul bhi amal mat karo....😡
Yaar distract krna hai toh usmein sch mein kiss krne vala tha..🤦♀️
Priya....kya hai yaar ye😭
