Originally posted by: Rajpatil12
Aree mai mazaak kar raha tha
Actually mai hi tha jo neon aur abjini ko sns2 nd gehna ben ka fan bolta tha bcz bahu premier legue ke time unhone gehna ka saath diya tha
Ha
pata hai mazak hai🤣
idhar Anant ka snickers wala ad bhi post kiya tha na🤣
1