🤣 Mousy ekdam honhaar nikala. Sabko notice bhejana chahiye ki Mousy ko aapke saath Naagin dekha na hain,Originally posted by: KJasoosChulbulP
Bhai. Kitney show ke bahaney kitney ke saath love lapaataa happening. DD I understand. U need to learn to dance for sona wagerey. But aap to romeo number one Neekley 🤣..
iskey saath dd. Uskey saath bb. Uskey saath nageen to uskey saath jawanee. Wah wah mera sher…. Poora field cover kar leeya hain….. aur undhiyoo to bun hee rahan hain. 🤣.. koi UK main banaa rahaan hain lekin yahaan to mousey Khood iF pe bhee banaa rahaan hain 🤣
Dance karna hain,
Gaane gaane hain
Pawri karni hain
Khaana khana hain, fine dinning.🤣
