Mujhe pata tha you expect me to cry and get angry and sad to i reacted that way 🤣
Waise teri baat sach hai and sach is karwa🤪
Toh woh sunke mujhe khushi thodi hogi🤣
Maine 🤡laga diya saath mai to indicate you main mazak karr rahi hu🤪
Nehi bon ko bhi kaha pata ani ke dil mai kya chal raha hai... Woh bhi bewakoof hai meri tarah🤪
I am sure agar Bon ko pata hota toh abhi Ani ghar ke andar hi so raha hota