Originally posted by: Gurikaur_ginni
Wo CEO hai😲
Maine dekha twitter pe
Yaar ye log kya kr rhe hai
Ship Krna hai toh kro but tag na kro actors ko
Ginno sab unki tanka bhidana chahte hai🤪🤣🤣🤣
Lekin ye kuch zyada hogaya☺️🤣
Kyunki lost 35-40% of its audience
IRE vs IND 28th June at Belfast,2nd T20I,India tour of Ireland, 2026
Armaan sa ki maiyyat ki taiyaari
Salman Khan New House
Why Kajol Doubted PATHAAN's BO Collection?
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: Group A: India W vs Aus W🏏
Originally posted by: Gurikaur_ginni
Wo CEO hai😲
Maine dekha twitter pe
Yaar ye log kya kr rhe hai
Ship Krna hai toh kro but tag na kro actors ko
Ginno sab unki tanka bhidana chahte hai🤪🤣🤣🤣
Lekin ye kuch zyada hogaya☺️🤣
Originally posted by: EmeraldPrincess
be ye kaisa paghla ceo hai,
kisi ne tag kiya bhi to story pe post kaun karta hai🤪
Wahi toh
Kya sochenge rrahel ye dekhkar
Originally posted by: EmeraldPrincess
iconic awards ke ceo ne rrahel ka soulmate wala post share kiya hai insta story pe
OMG🤣🙈
Originally posted by: AppleOfEye
Ginno sab unki tanka bhidana chahte hai🤪🤣🤣🤣
Lekin ye kuch zyada hogaya☺️🤣
Asfi
Rrahel shipper toh hum bhi hai
But ye jyada hogya ab🤣
Originally posted by: AppleOfEye
Ginno sab unki tanka bhidana chahte hai🤪🤣🤣🤣
Lekin ye kuch zyada hogaya☺️🤣
maine tujhse kaha tha uss din,
ye shaadi karwa ke hi dam lenge🤣
bhai behen morden world k...
wo hansne hi wale hain pakka,
kyuki ye panga Rra ne hi chaalu kiya hai🤣
iska munh band kyu nahi rehta yaar,
jab bolta hai ulta hi bolta hai🤣
YouTube pe video bhi aayi🤣
Rrahel wedding
Aur Teja n shivin wedding 😂