Originally posted by: Scarlett_15
Matlab kuch bhi..Agar jaankar insaan hote hai to unka naam jaanwar kyu hai aur humara naam jaankar kyu nahi hai..Phir sab aisa bolenge: Anirudh jaanwar š¤Ŗ
Rimi Afifa and Munnu Jaanwarš¤£(Raat ke raayte ki baat kar rahi hoonš¤£)
Jaankar khushi huyi ki tumhe raat ka raayta abhi bhi achhe se yaar hai š¤Ŗ
Agar Ani jaankar hai toh hum sab jaankar hain šš¼




