Originally posted by: pyaar2012
Kya ek sirf week ki trp kam hone se show off air chala jata hai? 😭😭
Naahhh. Lamba chauda warning milta hai, trp badhane ka bahut try karte hain uske baad bhi trp na badhe then off air hone ke chances high ho jate hain..