Originally posted by: SilentEyes7
Mein ye soch rahi hu ye riddhu KO uma se keu compare kiya uma rai singhania kya riddhu jaisi thi jo vansh KO srif card deta tha barbad karna chata tha...
Ho skta h uma ne ajay ke saath yahi kiya ho, ajay ne apna dard AP ko bataya hoga n AP ne use uda diyaπ€£