Originally posted by: HeytzMaaneet
Ho sakta hain
aur aisa ho bhi sakta hain ke koi Riddhu ko uss se door karna chahta ho
aur woh maara gaya ho n Vansh ko frame kar diya🤔
Technically hum sab paagal ho rahe hain
Pata chala Ahana ke jaise yeh track bhi scrap ho gaya🤣
Meko wahi darr hai. Agar TRP mei jhol hua and track scrap kar diye toh 🥺
Yeh track bada interesting hai... I realllllyyyyyyy hope isse ache se execute karke end kare.. 😭