Ghar pe? Ghar pe roti belne jaa rahi hu...
Aur yaha hum Isra ki qualifications discuss kar rahe hai... 🤣
🏏IPL 2026: SRH vs RCB, 67th Match, Hyderabad🏏
Episode dtd 22.5
🏏IPL 2026: Lucknow Super Giants vs Punjab Kings, Match 68, Lucknow🏏
Anupamaa 22 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Episode dtd 23.5
Ghar pe? Ghar pe roti belne jaa rahi hu...
Aur yaha hum Isra ki qualifications discuss kar rahe hai... 🤣
Originally posted by: Siddiquie
haan bechari 🤣🤪
Usko finally samajh aya tha ki nahi?
aaya Rimi dabba ki,after that she went on a guilt trip🤣🤪Usko finally samajh aya tha ki nahi?
Usko finally samajh aya tha ki nahi?
Rimi ne usko dabba kar ke meaning bataya...2 din uspe posts padhne ke baad
Par already bohot damage kar chuki thi woh🤣
Originally posted by: Siddiquie
aaya Rimi dabba ki,after that she went on a guilt trip🤣🤪
Apne bhai ki izzat ka khud falooda banaya.. 🥺🤣
haan dekho kya bol rahe hain🥺
Rimi ne usko dabba kar ke meaning bataya...2 din uspe posts padhne ke baad
Par already bohot damage kar chuki thi woh🤣
Hey Ram! 2 din 🤣🤣🤣
Bichari Afi 🤣
Mujhe abhi bhi yaad hai woh post 🤣
izzat hai hi nahi,toh falooda kisika banega🤣🤪Apne bhai ki izzat ka khud falooda banaya.. 🥺🤣
Halluuuuuuuu 🤗 Huam bhi agaye sawaag nai karo ge humaraa 👍🏼
To kyaaa chal raha hai yehaa
aayiye aapka hi intezaar tha🤗Originally posted by: Neh_anidita
Halluuuuuuuu 🤗 Huam bhi agaye sawaag nai karo ge humaraa 👍🏼
To kyaaa chal raha hai yehaa